Google

Jan 5, 2007

A Chance To ...

Oblige me a lonely chance
To have a rendezvous with you
A chance to think
To think …
Where my destination is
And where I have to go
After leaving you.

I have fire flies kept
Hidden in my eyes
My eyelashes are decorated
Decorated …
With tears that never cry
They are held back by the pain
Give my eyes a chance to rain.

Hear my bleeding voice
The twinge-of-love tonight
To the whines of my trembling lips
Let them talk today …
Give me a chance to narrate my mind
I have some questions to ask
Give me a chance to die tonight.

3 Comments:

Blogger xubayr said...

"Hum Tere Shehar Mein Aaye Hain Musaafir Ki Tarha" By Ghulam Ali

Hum Tere Shehar Mein Aaye Hain Musafir Ki Tarah
Sirf Ek Bar Mulakat Ka Maoka Day Day

Meri Manzil Hai Kahan
Mera Thikana Hai Kahan
Subah Tak Tujh Se Bichad Kar Mujhay Jana Hai Kahan
Sochnay Kay Liye Ek Raat Ka Maoka Day Day

Hum Tere Shehar Mein Aaye Hain Musafir Ki Tarah

Apni Aankhoon Mein Chupa Rakhey Hain Jignoo Mein Ne
Apni Palkoon Pe Saja Rakhay Aansoo Mein Ne
Meri Aankhoon Ko Bhi Barsat Ka Maoka Day Day

Hum Tere Shehar Mein Aaye Hain Musafir Ki Tarah

Aaj Ki Raat Mera Dard-e-Mohabbat Sun Lay
Kapkapatay Hoye Hontoon Ki Shikayat Sun Lay
Aaj Izhar-e-Khiyalat Ka Maoka Day Day

Hum Tere Shehar Mein Aaye Hain Musafir Ki Tarah

Bholna Tha To Yeh Iqrar Kiya He Kuan Tha
Bewafa Tu Ne Mujhay Pyar Kiya He Kuan Tha
Sirf Do Char Sawalat Ka Maoka Day Day

Hum Tere Shehar Mein Aaye Hain Musafir Ki Tarah
Sirf Ek Bar Mulakat Ka Maoka Day Day

Friday, January 05, 2007  
Blogger xubayr said...

What if somebody says "Your poem is a disgrace to the beautiful Ghazal"?

My reply would be "What about the disgrace it can bring to me?"

Friday, January 05, 2007  
Anonymous Anonymous said...

very well captured in english i must say, the ghazal is beautiful, it made me realise what a beautiful language urdu is

Saturday, January 06, 2007  

Post a Comment

<< Home

©2006 Zubair